Maa

Maa ke kadmo me Jannat h.
Maa ki duao me parmatma h.
Maa ki lori me mamta ki jhalak h.
Maa ki surat me ishver ki murat h.
Maa ke khane me annapurna ka vas h.
Maa ki god me pure jaha ka aaram h.

Comments